pyar ka shamiyana kuch aisa banaya hamane ,
ke pal me bhikar gaya,
pyar me kuch aisa dubadiya tumane,
ke phir na uthane diya,
kya kare dil ke hato majabur hai hum,
warana hum ne bhi kuch kamal dikhadiya hota,
es shamiyane ko dekho aur,
mujha se kuch too kaho,
kya aisa shish mahal,
pyar me kisi ne banaya hota,
kisi ne taj kisi ne mumtaj ko chaha tha,
par hamane to chota sa basera hi banaya tha,
kya hua jo whoa barf ka tha,
par aashiyana too hamane hi banaya tha.
gar tumare pyar ki tamana jaag uthi ho,
to kabhi too hamari aarzo ka khyal karliya hota,
ouur hamare paas aajane ki tamana ko jaga diya hota,
too yaha basera khushal ban gaya hota.