candel light dinner.
ek din hum ne unhe bulaya,
sara shamiyana pyar se sajaya,
dil ki giraha se dil me sajaya,
unko ezahar e mohobbat bhi kiya,
sab kubul karke unhe ek din,
candel light dinner pe bhi bulawaya,
aane ka wada karke unhone hame waha bulaya,
hum nada samaz na paye duniyadari,
duniya dare ne hame jina sikha diya,
kya kare dastur hi kuch aisa hai,
na samaz sake hum es ka mizaz,
ek candel light dinner ne,
hume zindagi ka rukh samaza diya.