uchye.
uchaye pe pohoche hum es taraha,
ke pao na zamin pe aaye,
aasama me samaye es taraha,
ke rasata na nazar aaye.
ghar se dur uchye ke pas hum es taraha aaye,
ke wapas na lout paye.
na ho na kabhi ghar se juda,
na ho na kabhi uchaye se khafa,
aagar dono sath chale too ,
duniya saf- saf nazar aaye,
zindage ka rasata aasani se kat jaye.